MUNNA BHAI-E circuit bole to GANDHI JI
kapde kyun nahi pehnte the..?
CIRCUT-Bhai bole to bapu bhi us time ka SALMAN KHAN tha..!
Kuch pal hote hain kuch pal ke liye.
Jee le inhe hum har pal ke liye.
Ye waqt to ret ki tarah fisal jayega,
De jayega yaadein umar bhar ke liye...
Alvida kahkar jab koi door hota hai.
Aankhe dekhti rahti hain par dil majboor hota hai.
Koi jubaan se kahe ya na kahe.
Dil me Dard jaroor hota hai.
Aankho ke ishare samajh nahi pate,
hontho se dil ki baat keh nahi pate,
apni bebasi ham kis tarah kahe,
koi hai jiske bina hum reh nahi pate,
Dil ki galiyo me kabi gam na ho,
Hamari dosti kabi kam na ho,
Dua karte hai hamesha tum raho salamat,
kya pata ham kal ho na ho,
Teri dosti ne bahut kush sikha diya,
Meri khamosh duniya ko hasa diya,
Karjdaar huye ham us khuda ke,
Jisne aap jaise dost se mila diya..
Ek se ek shararat apki,
dil khush kar dene ki adat apki,
hum rahe n rahe apke is jahan me,
ye dua hai k salamat rahe hamesha ye muskurahat aapki....
Sath chutne se rishte nahi chuta karte,
waqt k rukne se lamhe nahi ruka karte,
log kahte hai mera sapna tut gaya,
tootti to neend hai sapne nahi tuta karte.
शनिवार, 27 सितंबर 2008
unke naam
प्रस्तुतकर्ता
akhileshraj
0
टिप्पणियाँ
रविवार, 21 सितंबर 2008
manzil
प्रस्तुतकर्ता
akhileshraj
0
टिप्पणियाँ
some sms
प्रस्तुतकर्ता
akhileshraj
0
टिप्पणियाँ
शनिवार, 20 सितंबर 2008
dosti
dosti ke bhi kuchh andaz hote hain,
jagti aankho me bhi kuchh khwab hote hain, jaruri nahi gum me hi aanshu nikle,
mushkurati aankho me bhi shailab hote hain.
aisa nahi ki aap yaad aate nahi,
khata sirf itni hai ki ham batate nahi.
rishta aap ka anmol hai hamare liye,
samajhte ho aap isliye ham jatate nahi.
is kadar ham zindgi ko manane nikle,
unki chahat ke paagal diwane nikle.
jab bhi unhe dil ki baat batani chahi
to unke hoton se waqt na hone ke bahane nikle.
jin me basi janki, rum me base ram,
whisky me vishnu base, shampain me shyam,
bear me brahma base, desi me hanuman,
kis kis ka tyag karun, har botal me bhagwan.
kitna haseen chand ka chehra hai,
usi par shabab ka rang gehra hai,
khuda ko yakeen na tha wafa par,
tabhi to ek chand par taaron ka pehra hai.
प्रस्तुतकर्ता
akhileshraj
0
टिप्पणियाँ
pyari si surat
A bhai! Itna sannata kyon hai?
Kitne der se sms ki ghanti nahi baji.
Yeh sare network fuse hogaye
Ya mere dost hi kanjus hogaye
............ ......... ......... ......... ......... ...
Sometimes, I forget to say hi,
Sometimes, I even miss to reply,
Sometimes, my msg doesn't reach u,
But, it doesn't mean that I forget u,
I'm just giving u time to miss me!
............ ......... ......... ......... ......... ...
Apni Surat ka kabhi to didaar de
Tadap raha hu kabhi to apna pyaar de
Apni awaaz nahi sunani to mat suna
Kam se kam 1 Missed call hee maar de
............ ......... ......... ......... ......... ...
Us Pyari si surat ka phir ek bar didar de,
Tadap rahe hain hum yahan, ab aur na intazar de,
Awaz mat suna, ae zalim magar,
Ek kam se kam ek MISSED call to mar de
...
Tum phoolon pey sote ho to dukhta hai badan
Hum kantoon ko bhi aankhoon se laga lete hain dard kitne hain bata nahi sakte
zakhm kitne hain dikha nhai sakte
ankhon se samjh sako to samjh lo ansoon gire hain kitne gina nahi sakte
प्रस्तुतकर्ता
akhileshraj
0
टिप्पणियाँ
रविवार, 14 सितंबर 2008
zindgi
Jeene ki har dil ko aas hoti hai
Pyar ki har nazar me pyas hoti hai
Kabhi kachi bastyon me jaa kar dekho
Zindagi kis qadar be libaas hoti hai
Daulat ka nasha buri chiz hai pyare
Yeh sada kab kisi ke paas hoti hai
Gharib bachon ko kamtar na jan'na
Nazar in ki hamdam shanas hoti hai
Un bujhti aankhon ko ghaur se dekhna
Chamak un me ek khaas hoti hai
Woh khushbakht hai ke raat jab tak
Ghar na laute maa udaas hoti hai.
प्रस्तुतकर्ता
akhileshraj
0
टिप्पणियाँ
रविवार, 7 सितंबर 2008
aashiyana
Dua mangi thi aashiyane ki...
Chal padi andhiya zamane ki...
mera gam koi na samaj paya...
kyun ki meri adat thi muskarane ki...
kaun apni mohobat fanaa karega...
sabhi nek ban gaye to gunah kaun karega... aye khudha sanam bewaafa ko bachaye rakhna...
warna humare maut ki dua kaun karega...
Yaar kyon tum itni udaasi ki baatein kartey ho Kya baat hai jisse tum itna dartey ho, Humein bhi batao kuchh dukh to baant lengey, Tumhaara daman phir se khushiyon se bhar dengey.
Jab Jab Ye Sooraj Dhalne Lagta Hai,
Us Ka Naam Mere Honthon Pe Khilne Lagta Hai,
Kuch Is Tarah Se Us Ki Yaad Aati Hai,
Ki Zindgi Ka Har Pal Mehekne Lagta Hai.
Vaqt ko kaun rok paaya hai
pyar karke har insan bewafa ban gaya hai
kuch aaj bhi hai hamari tarah jo wafao ki seyj sajaate hai
par gham ki baat hai aaj tak wafa ka tohfa na kisine laaya hai
************ ********
Kal tak jinko thi zindagi raas bohat
aaj dekha hai unko udhaas bohat
kyun na rowu teri yaad mein
din guzre hai teri yaad mein bohat
************ ********
Pyaasi aankh ko darya nazar nahin aaya..
kayee dinon se tera chehra nazar nahin aaya...
Tere deedar ki bhick mangta main ussse...
magar falak se toott ta hua Taara nazar nahin aaya...
************ ********
Khushboo ki Tarah aapke paas bikhar jayenge...
Sukoon Banker dil me Utar Jaayenge....
Mehsoos Karne ki Koshish to kijiye
Door hote hue bhi Paas nazar aayenge....
प्रस्तुतकर्ता
akhileshraj
0
टिप्पणियाँ
गुरुवार, 4 सितंबर 2008
yaad
aati hai yaad teri, rota hai dil mera girte hai aansu mere, banta hai naam tera
Aati hai yaad teri to fiza bhi sath deyti hai, Tan-Badan uss barsaat mein bheegte hai, Rooh ko chu jati hai tadap tumse milney ki, Ek aur bahana ban jata hai deewaney pann ka.
muskurana mera kisiko gawara naii hota...... har aadmi zindagi ka sahara nai hota.... chaha to tha har mod pe muskurana humne..... magar kismat har kisika sitara nai hota...!!!!
dil gumsum .........zubaan khamosh..... ...... yeh aankhein nam kyu hai......... ......... ?????
jab tujhe kabhi paya hi na tha......... ...
to aaj tujhe khone ka ghum kyu hai......... ......... .???????? ??/
dil me gham na ho to shayiri nahi banti
mohabbat ka gham na ho to shayiri nahi banti
khaak aisi zindagi per jo jeete hai mager
bejazbaat jeene me shayiri nahi banti
प्रस्तुतकर्ता
akhileshraj
0
टिप्पणियाँ