यह ब्लॉग खोजें

रविवार, 21 सितंबर 2008

manzil

"Aap usko bhool sakte hain jiske saath aap hanse ho, par usko nahi bhool sakte jiske saath jiske saath royenho."


Manzil unhi ko milti hai, jinke sapno me jaan hoti hai.
Pankhon se kuchh nahi hota, honslo se udaan hoti hai.

Gir-gir ke musibaton me sambhalte rahenge.
Jal jaayen, magar aag pe chalte hi rahenge.

Manzilon ki duri se tum udaas mat hona,
Zustazu to manzil ka khud pata batati hai.

Muskilein meri rahon me bhala ayengi kase,
Mai apne sath maa ki dua leke chala hoon.

Aag apna paraya nahi dekhti,
Ghar kisi ka jalane ki jid chhod de,
Khud ko uncha uthana hai agar,
Sabko nicha dikhane ki jid chod de.

कोई टिप्पणी नहीं: