dosti ke bhi kuchh andaz hote hain,
jagti aankho me bhi kuchh khwab hote hain, jaruri nahi gum me hi aanshu nikle,
mushkurati aankho me bhi shailab hote hain.
aisa nahi ki aap yaad aate nahi,
khata sirf itni hai ki ham batate nahi.
rishta aap ka anmol hai hamare liye,
samajhte ho aap isliye ham jatate nahi.
is kadar ham zindgi ko manane nikle,
unki chahat ke paagal diwane nikle.
jab bhi unhe dil ki baat batani chahi
to unke hoton se waqt na hone ke bahane nikle.
jin me basi janki, rum me base ram,
whisky me vishnu base, shampain me shyam,
bear me brahma base, desi me hanuman,
kis kis ka tyag karun, har botal me bhagwan.
kitna haseen chand ka chehra hai,
usi par shabab ka rang gehra hai,
khuda ko yakeen na tha wafa par,
tabhi to ek chand par taaron ka pehra hai.
शनिवार, 20 सितंबर 2008
dosti
सदस्यता लें
टिप्पणियाँ भेजें (Atom)
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें