यह ब्लॉग खोजें

रविवार, 7 सितंबर 2008

aashiyana


Dua mangi thi aashiyane ki...
Chal padi andhiya zamane ki...

mera gam koi na samaj paya...
kyun ki meri adat thi muskarane ki...

kaun apni mohobat fanaa karega...
sabhi nek ban gaye to gunah kaun karega...
aye khudha sanam bewaafa ko bachaye rakhna...
warna humare maut ki dua kaun karega...



Yaar kyon tum itni udaasi ki baatein kartey ho Kya baat hai jisse tum itna dartey ho, Humein bhi batao kuchh dukh to baant lengey, Tumhaara daman phir se khushiyon se bhar dengey.


Jab Jab Ye Sooraj Dhalne Lagta Hai,

Us Ka Naam Mere Honthon Pe Khilne Lagta Hai,
Kuch Is Tarah Se Us Ki Yaad Aati Hai,
Ki Zindgi Ka Har Pal Mehekne Lagta Hai.




Vaqt ko kaun rok paaya hai
pyar karke har insan bewafa ban gaya hai
kuch aaj bhi hai hamari tarah jo wafao ki seyj sajaate hai
par gham ki baat hai aaj tak wafa ka tohfa na kisine laaya hai



************ ********


Kal tak jinko thi zindagi raas bohat
aaj dekha hai unko udhaas bohat

kyun na rowu teri yaad mein
din guzre hai teri yaad mein bohat





************ ********


Pyaasi aankh ko darya nazar nahin aaya..
kayee dinon se tera chehra nazar nahin aaya...
Tere deedar ki bhick mangta main ussse...
magar falak se toott ta hua Taara nazar nahin aaya...




************ ********

Khushboo ki Tarah aapke paas bikhar jayenge...
Sukoon Banker dil me Utar Jaayenge....
Mehsoos Karne ki Koshish to kijiye
Door hote hue bhi Paas nazar aayenge....

कोई टिप्पणी नहीं: