************ ********
************ ********
************ ********
************ ********
प्रस्तुतकर्ता
akhileshraj
0
टिप्पणियाँ
प्रस्तुतकर्ता
akhileshraj
0
टिप्पणियाँ
unko khabar hai mere tute armaano ki.
aaj jarurat padegi kaanch ka paimano ki,
khaali na hone dena jaam yaaron.
warna phir yaad aayegi woh gujre zamane ki.
kitney jaldi yeh mulakat guzar jati hai
pyas bujti nehi ke barsat guzr jati hai
apni yado se kehdo ke yu na aya kare
neend ati nehi aur rat guzar jati hai
Youn hi shaakh se patte giraa nahin karte
Bichhaar kar loog phir milaa nahin karte
Jo aane wale mosam hain uneh shumar main rakh
Jo din guzar gaye un ko ginaa nahin karte
Na dekha jan k us ne koi sabab hoga
Is kheyal se hum dil bura nahain karte
Nishat e qurb gham gham e hijar k awaz na mang
Duaa k naam pe youn badduaa nahain karte
Faasle mita kar aapas mein pyar rakhna,
pyar ka rishta yu hi barkaraar rakhana,
bichar jae kabhi aap se hum,
to ankho mein hamesha hamara intezaar rakhna..
प्रस्तुतकर्ता
akhileshraj
0
टिप्पणियाँ